Saans lene se bhi teri yaad aati hai
Jul.18, 2008 in
Romantic (hindi)
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
Dil yadoon ka gehwara.
Aankhain aasoun ka samander.
kaantairay aawaz k matlashi.
zabaan tairay milnay k liyay dua’go.
dimagh khayalon main gum.
hont pyar k pyasay.