Taj Mahal kya cheez hai
Taj Mahal kya cheez hai
main to usse bhi bara mahal banaoonga,
aree Mumtaz to marke dafan hui thi,
main to tujhe zinda hi dafna doonga.
Taj Mahal kya cheez hai
main to usse bhi bara mahal banaoonga,
aree Mumtaz to marke dafan hui thi,
main to tujhe zinda hi dafna doonga.
Dur ho ya paas ho.. Aap humare liye khaas ho.. Kehate hai dosti sabse bada rishta hai.. Toh sun lo eh dost.. Humare liye toh dosti ki paribhasha hi aap ho..
Chand ki aan ho tum, sitaro ki shan ho tum,fulo ka armaan ho tum,kudrat ki pahchan ho tum, par in sabse pahle mere DOST meri jan ho tum
Tab tak pyar se pyar mat kar jab tak pyar aap se pyar na kare aur agar pyar aap se pyar kare to usse aisa pyar karo ki pyar kisi aur se pyar na kare.
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
Dil yadoon ka gehwara.
Aankhain aasoun ka samander.
kaantairay aawaz k matlashi.
zabaan tairay milnay k liyay dua’go.
dimagh khayalon main gum.
hont pyar k pyasay.